Facebook password kaise pata kare, kaise forgotten fb password ko recover kar sakte hai iss post me mein aapko batane wala hu, so agar aap apna facebook password bhul gaye hai to aap kaise apne facebook password reset kar sakte hai, iss video me aap sikh jayenge puri jankari ke liye ye post padhe.
Aksar fb users apna fb password bhul jate hai aise me agar vo facebook me logged in hai to security and login feature me password option par click karke vo apna password change kar sakte hai, lekin iske liye bhi unhe apna old facebook password yaad hona chahiye tabhi new password reset kar sakte hai.
facebook ka password kaise pata kare
Aur agar facebook se logged out ho chuke hai to vo bina apna user id aur password ke wapas login nahi kar sakte hai, so agar aap bhi apne facebook accound se logout kar chuke hai aur apna password bhi bhul gaye hai to ab aapko apne facebook account me login karne ke liye password kaise reset karna hai chaliye step by step janate hai.
10 Iske baad Login infomation save karne ka option aayega to yahapar Ok option par click kar dijiye jiske baad next time facebook open karne par user id aur password enter nahi karna hoga. 2ff7e9595c
Comments